….and let me know if it does….These are some emotions which come up when thought is deep, mind is free and can reverberate with life. Every moment of life is a poetry and no poet can come even close to that. Wish we we all get tuned to the poetry which life offers. Hope you enjoy..Cheers

1   (I like this the most)

Uske saath rehne ki ek haqiqat yeh bhi thi

Jab main hota tha to woh nahi aur jab woh to main nahi

उसके साथ रहने की एक हक़ीक़त यह भी थी

जब मैं होता था तो वो नहीं और जब वो तो मैं नहीं

2.

Woh pal mujhse jeene ka hisab mangte hain

Zindagi kya hai sochne mein jo bita diye

वो पल मुझसे जीने का हिसाब माँगते हैं

ज़िंदगी क्या है सोचने में जो बिता दिए

3.

Sahil pe rehne walon tum manzilon ka pata mat poocho

Toofani dariyaon ka safar hi manzilon tak pahunchta hai

साहिल पे रहने वालों, तुम मंज़िलों का पता मत पूछो

तूफ़ाने दरियाओं का सफ़र ही मंज़िलों तक पहुँचता है

4.

Haath badhake choo loge koi khwahish woh nahi

Doobna padega ishq mein sirf tairna kafi nahi

हाथ बढ़ाके छू लोगे कोई ख़्वाहिश वो नहीं

डूबना पड़ेगा इश्क़ में सिर्फ़ तैरना काफ़ी नहीं

5.

Kab, Kisko aur kaise likh doon main shayari ke liye

Ek pal bhi apna naa mila en aarzuon ke darmiyan

कब किसको कैसे लिख दूँ मैं शायरी के लिए

एक पल भी अपना ना मिला इन आरज़ुओं के दरमियान